
What's for Dinner?
Podcast door Big FM
After a tiring day, does the question "Aaj dinner mein kya banau" haunt you? Does your family return home and immediately ask "What' For Dinner" and this puts your almost peaceful mind into a stir again! When it comes to deciding food dishes for dinner in an Indian household, everyone has their own set of choices and suggestions. As a result, we get lost in the ocean of confusion. In this podcast, BIG FM aims at making the decisions of deciding dinner easier and dinner time happier with more than 100 of our RJs coming up with dishes that are cherished and relished by their family. Now that's what we call a happy dinner.This Podcast is brought to you by BIG FM's BIG Podcasts. Follow us and visit https://bigfmindia.com/ for more.
Tijdelijke aanbieding
3 maanden voor € 1,00
Daarna € 9,99 / maandElk moment opzegbaar.
Alle afleveringen
13 afleveringen
Kaddu ki dish, magar sabzi nahin, balki meetha. Ye hamare Shimla mein dhaam mein banaya jaata hai. Dhaam matlab aas-paas gaanvon mein jab koi function hota hai, ya simply kahein ki jab koi khaane wane ki party hoti hai to use hum dhaam kahte hain. Aur kaddu ka meetha dhaam ki specialty hai.

Aur aapke ghar mein bhi hai wahi regular cheezein, jaise fridge mein baingan, adrak, tamatar aur kitchen mein wahi Atta, namak, Ghee wagairah wagairah. Ab aap sochenge wahi boring dinner bana kar khana hoga. Hai na? Aap to bas ek cheez ka intezam keejiye- Sattu!! Aur hum aapke dinner ko special banayenge Litti chokha ke saath. Ab ye sunn kar aap sochenge ki koyle waali aag ka bhi intezam karna hoga. Par hum hain na!! Bina dhuaan, bina haath kaala kiye, hum sikhayenge aapko Litti Chokha banana ussi smoky flavor ke saath - with RJ Shahbaz. Tune in to the freshly cooked episode of Whats For DInner

Hello Namaste, Main hoon RJ Shreyas aur What’s for dinner ke is episode mein main laya hoon wo dish jo aapke dinner ko ek khatta meetha flavor dega. Kisi bhi Maharashtrian ghar mein ye dish regularly banti hai, aur tyohaaron par to vishesh taur par banti hai. toh main cook kar raha hoon Katachi Amti- jo daal ke paani se banne wali ek yummy sweet and tangy dish hai jise chawal ke saath kha sakte hain.

Gujarat ki ek aisi dish jiske bina shadiyon ki thaali adhoori hai, ye specially winter season ki dish hai wo isliye kyonki ismein khoob saari tarah tarah ki sabziyaan padti hain, specially root vegetables par jab delicious aur nutritious khaane ka mann ho to season kyon dekhna? Isiliye main to ise saal mein jab marzi ho khaata hoon. Aur ye unn logon ke liye bhi sahi hai jo pure Vegan food khaate hain.Toh aaj hum cook karenge famous Gujarati cuisine Undhyu.

RJ Neetu shares her favourite recipe of 'Butter Paneer Masala' of all times. Listen to the podcast to know recipe and procedure.
Tijdelijke aanbieding
3 maanden voor € 1,00
Daarna € 9,99 / maandElk moment opzegbaar.
Exclusieve podcasts
Advertentievrij
Gratis podcasts
Luisterboeken
20 uur / maand