Shab-e-Awargi
Podcast de Razi Shahab
Este podcast se puede escuchar gratuitamente en todos las plataformas y en la app de Podimo sin necesidad de suscripción.
Todos los episodios
14 episodiosYun Hi Be sabab na phira karo koi sham ghar bhi raha karo by Basheer Badar | Urdu Ghazal | Love Sad Poetry
The story of a young man who set out in search of his good fortune and was commanded to: "You must complete your journey at all costs. You must continue your search, open your eyes, awaken the sleeping intellect in your mind and use it, your destiny will come to you automatically." قصہ ایک نوجوان کا جو اپنے اچھے نصیب کی تلاش میں نکلا تھا اور جسے یہ حکم ہوا تھا کہ "تمہیں ہر حال میں اپنا سفر مکمل کرنا چاہیے، تم اپنی تلاش جاری رکھو، آنکھیں کھولو، اپنے دماغ میں سوئی ہوئی عقل کو جگا کر اسے استعمال میں لاؤ، تمہاری قسمت خودبخود تمہارے پاس آئے گی۔" یہ عربی قصہ جس کا ترجمہ توقیر بُھملہ صاحب نے کیا ہے اور اسے فیس بک کے پیج عالمی ادب کے اردو تراجم پر شائع کیا گیا ہے۔ Arabic Story Translation from Arabic To Urdu: Tauqeer Bhumla Voice: Razi Shahab You can read it on FB Page 'Alami Adab Ke Urdu Trajim'
Poem Khandar by Kafeel Azar Amrohvi you can read it on rekhta.org https://www.rekhta.org/nazms/khandar-kafeel-aazar-amrohvi-nazms?lang=ur
Wo humsafar tha magar us se humnawaai na thi Ki dhoop chhanw ka aalam raha judaai na thi Na apna ranj na auron ka dukh, na tera malaal Shab-e-firaq kabhi humne yoon ganwaai na thi Mohabbaton ka safar is tarah bhi guzra tha Shikasta-dil the musafir shikasta-paai na thi Adawatein thi, tagaful tha, ranjishein thi bahut bichhadne wale mein sab kuch tha, bewafaai na thi Bichhadte waqt un aankhon mein thi humari ghazal Ghazal bhi wo jo kisi ko abhi sunaai na thi Kise pukar raha tha wo dubta hua din Sada to aayi thi lekin koi duhaai na thi Kabhi ye haal ki donon mein yak-dili thi bahut Kabhi ye marhala jaise ki aashnaai na thi Ajeeb hoti hai raah-e-sukhan bhi dekh ‘Naseer’ Wahan bhi aa gaye aakhir, jahan rasaai na thi. – Naseer Turabi
jo ham pe guzre the ranj saare jo khud pe guzre to log samjhe jab apni apni mohabbaton ke azaab jhele to log samjhe vo jin darakhton ki chhanv men se musafiron ko utha diya tha unhin darakhton pe agle mausam jo phal na utre to log samjhe us ek kachchi si umr vaali ke falsafe ko koi na samjha jab us ke kamre se laash nikli khutut nikle to log samjhe vo khvab the hi chambeliyon se so sab ne hakim ki kar li baiat phir ik chambeli ki ot men se jo saanp nikle to log samjhe vo gaanv ka ik zaiif dahqan sadak ke banne pe kyuun khafa tha jab un ke bachche jo shahr jakar kabhi na laute to log samjhe
Disponible en todas partes
¡Escucha Podimo en tu móvil, tablet, ordenador o coche!
Un universo de entretenimiento en audio
Miles de podcast y audiolibros exclusivos
Sin anuncios
No pierdas tiempo escuchando anuncios cuando escuches los contenidos de Podimo.