
Shayari Ka Rang
Podcast von "Rang"
Nimm diesen Podcast mit

Mehr als 1 Million Hörer*innen
Du wirst Podimo lieben und damit bist du nicht allein
Mit 4,7 Sternen im App Store bewertet
Alle Folgen
14 Folgen
Janaab Ibn-E-Insha ki behatreen Nazm... Alfaaz ke maani jaanne ke liye Rekhta par padh sakte hain, padhne ke liye is link [https://www.rekhta.org/nazms/ye-baaten-jhuutii-baaten-hain-ibn-e-insha-nazms?lang=Hi]par click karein...

Ek puraani ghazal ke chand sher... Ummid hai, aap sunne waalon ki tabiyat ko pasand aaye... Mere Instagram par is podcast ya ghazal par feedback dene ke liye zarur judein handle @shayarikarang [https://www.instagram.com/shayarikarang/] par...

Kaafi waqt baad haazir hua hun toh socha usi shayar ke saath aaun jo alag alag daur mein dilon par huqoomat karta raha hai aur rahega...Hazrat Jaun Elia ki ghazal hai.. Rekhta ki website par Ma'ani ke saath padhne ke liye is link [https://www.rekhta.org/ghazals/tuu-bhii-chup-hai-main-bhii-chup-huun-ye-kaisii-tanhaaii-hai-jaun-eliya-ghazals?lang=hi]par click karein...

Patthar mujhe kehta hai mera chaahne wala Main moam hun, us ne mujhe chhuu kar nahin dekha.. Bashir Badr ki shayari, jitni saada, utni umdaa... Poori Ghazal padhne ke liye yahan click karein [https://rekhta.org/ghazals/aankhon-men-rahaa-dil-men-utar-kar-nahiin-dekhaa-bashir-badr-ghazals]...

Urdu shayari ke sabse naye sitaare....Aise shayar jo buzurgon ki riwaayat aur naujawanon ki himaaqat dono apne naam ke mutaabiq tehzeeb se keh jaate hain...Janaab Tehzeeb Hafi ki popular ghazal.. Maani ke saath padhne ke liye yahan click karein..